Blog Ki Traffic Barhane K Liye Ham Bahut Kuch Karte Hain Jaise K Social Media
Par Share Karna Aor On-Page,Off-Page Seo Optimize Karna To Aj Ham Off-Page Seo
Ki Hi Ek Kisam Ki Tips Sekhenge Jis se Ham Blog Ya Website Ki Backlinks Barha
Sakte Hain Aor Google Par Blog Ko High Rank de Sakte Hain Backlinks Barhane K
Liye Hamare Pas 2 Option Hote Hain Kisi Top Level Website Par "Guest Post" Kar K
Backlinks Increase Karna Aor Dosra Option Kisi High Ranking Website Par Apni
Website Ya Blog Ka "Link" Comment Kar K Backlinks Increase Karna Agar Hamari
Website Ki Backlinks Ache Honge Aor Jitna Ziyada Backlinks Honge Hamari Website
Google Aor Other Search Engine Par Acha Rank Degi Zaihri Bat Hai Jab Hamari
Website Ka Rank Increase HOga To Hamari Traffic Bhi Increase Hogi Aor Sath Men
Hamari Earning Bhi Bharegi Aj Ham Aisi Free Tips K Bare Men Bat Karenge Jis se
Ham Asani Se Backlinks Increase Kar Sakte Hain Woh Bhi Bilkul Free Aor Ek Easy
Tips Se Tips Men Ham Bat Karenge K Kaise Comment Ko acha Bana Kar Kisi High
Ranking Website Par Comment Karen Kion K Hamen Direct Apni Website Ka Link Nhi
Dena Chahiye Kion K Direct Link Dene Se Ulta Hamara Hi Rank Kharab Hone Ka
Khatra Hota hai Hamen Ek Khas Tarike K Sath Comment Dal Kar Backlinks Bharhana
Chahiye Jis se Ham Ache Backlinks Hasil Kar Saken..
Blog Ka Link Comment Men Kaise Dena chahiye
AP ko Asani se Samajh Ajaiga Ap jo Main Apko Bat Bataon Use Ghaor se Read
Karen
1:- <a href="http://FreeHindiHelp.com/">Your Text</a>
2:- Ap Ko Karna Ye Hain FreeHindiHelp.com Remove Kar Ke Apni Website Ka
address Likhen.
3:- Aor Text Ki Jaga ap Koi Bhi Text likhen Ap ko Jo Informtion Show
Karwana Chate Hain.
4:- Ab ye Pora Code Copy Kar Len Aor Kisi bhi Website Par Comment Add
Karlen.
Direct Link Nhi Dena Chahiye..
Aksar New Blogger Ko Agar Ye Bhi Janta Ho K Apni Website Ka Link Comment
Karne Se Backlinks Milte Hain Lakin Phir Bhi Ek Ghalti Karte Hain Jis se Un k
Blog Ka Search Engine Par Rank Increase Hone K Bajay Decrease Ho jata Hai Kion K
Woh Direct Link Add Kar Dete Hain Man Lijiye Ap Ka Blog New Ha Ya Apka Blog Ka
Search Engine Par Behtar Nhi Hai To Agar Ap Kisi High Ranking Wali Website Par
Apne Blog Ka Link Add Karte Hain To Agar Ap Google Par Apni Website Name
Likhenge To Apka Blog Show Hone K Bajay Woh Blog Show Hoga Jis Par Apne Apna
Direct Link Add Kia Ta Because Us Blog Ka Rank Ap k Blog Se Behtar Ta Ap To Aisa
Karne Se Bachen Is se Ap K Blog Ki Ranking Achi Hone K Bajay Kharab Hoti Jis Ka
Natija Search Se Traffic Milne K Chances Low Ho Jainge Lakin Agar Ap Mere Batai
Gai Tips Ko Follow Karenge Us se Ap Search Engine Se Traffic Ziyada Aigi...
Kahan Comment Karna Chahiye..
Kooshish Comment Aisi Highest Ranking Website Par Karen Jo Ap k Blog K
Related Ho Matlab Ap k Blog Ka Jo Topic Hai Usi K Related Hi Blog Par Ap
Comment Karen Aor Aisi Website Par Apne Blog Link Comment Karne Se Bachen Jahan
Ghalat Information Hoti Hai Jo Google Or Other Search Engine K Khilaf Houn...
0 comments:
Post a Comment
Thanks..