Is Post me, Main apko Domain Name buy karna sikhaunga ki kaise hum
Godaddy se Domain kharid sakte hai. Vaise to bahut se Sites Domain Name
provide karte hai lekin mujhe sabse achha Services Godaddy ka lagta hai
so main apko Godaddy se Domain Name buy karna sikhaunga...
#Step 2. Ab apna Domain Name jo aap rakhna chahe Search kariye aur check kariye ki vo name available hai ki nahi. agar vo name available hai to use Select kar ke Continue To Cart par Click Kariye.
#Step 3. Agale Page me ye apko apne aur bhi Services lene ko kahega. Lekin ise ignore kare aur Continue To Cart par Click kare.
Next Process pe jane ke liye Right sight me I agree to following: box par tick kar ke Place Your Order par Click kare.
#Step 6. Agale Page me apna Debit Card Details dal kar Payment kariye. Aap jis Payment Method se karna chahe kar sakte hai.
#Step 7. Payment ho jane ke baad apko “Your Order has been Submitted” is tarah ka Massage aayega agale Page par.
Hurray…..Apne Domain Name Buy Kar Kiya Hai !
#Step 8. Ab apne Domain ko check karne ke liye Domains me jaiye aur jahan apko apke sare kharide huve Domains ki List mil jayegi.
Jarur Padhe → Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me
I hope ki ye Post apko achha laga hoga aur aap ise Share karna bhi nahi bhulenge…Thank You!...
Godaddy Se Domain Kaise Buy Kare :
#Step 1. Sabse pahle Godaddy ke site par jaiye, agar apka Godaddy par pahle se Account hai to Sign In par Click kar ke Login kare aur agar Account nahi hai to Create My Account par Click kare fir ek Sign Up form bhar kar Account banaye.#Step 2. Ab apna Domain Name jo aap rakhna chahe Search kariye aur check kariye ki vo name available hai ki nahi. agar vo name available hai to use Select kar ke Continue To Cart par Click Kariye.
#Step 3. Agale Page me ye apko apne aur bhi Services lene ko kahega. Lekin ise ignore kare aur Continue To Cart par Click kare.
#Step 4. Apka Domain Name apke Cart me Add ho gya hai. Ab pahle to Aap upar check kare ki apko Domain kitne Year ke liye Buy karna hai. Mujhe 1 Year ke liye karna tha so maine 1 Year Select kiya hai. Aap Screenshote me dekh sakte hai ki maine ek Coupan code use kiya hai jiski vajah se mujhe kabhi kam Pay karna pad rha hai. Agar aap bhi Domain Name me Discount chahte hai to Coupan Code ka istemal kar sakte hai.
Ab Next Process ke liye Proceed Check Out par Click kare.
#Step 5. Ab ek form khulega jisme apko apni Billing Information bharna hai. Is form ko sahi-sahi pura bhare. Uske bad apko Payment Methode choose karna hai ki aap kis Mathod se Pay karna chahte hai. Mujhe Debit Card se Pay karna tha so maine Debit Card Select kiya hai.
Next Process pe jane ke liye Right sight me I agree to following: box par tick kar ke Place Your Order par Click kare.
#Step 6. Agale Page me apna Debit Card Details dal kar Payment kariye. Aap jis Payment Method se karna chahe kar sakte hai.
#Step 7. Payment ho jane ke baad apko “Your Order has been Submitted” is tarah ka Massage aayega agale Page par.
Hurray…..Apne Domain Name Buy Kar Kiya Hai !
#Step 8. Ab apne Domain ko check karne ke liye Domains me jaiye aur jahan apko apke sare kharide huve Domains ki List mil jayegi.
Jarur Padhe → Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me
I hope ki ye Post apko achha laga hoga aur aap ise Share karna bhi nahi bhulenge…Thank You!...
0 comments:
Post a Comment
Thanks..