Domain Ko Apne Blog Address Me Kaise Add Kare :
#Step 1. Sabse pahle apne Blogger Dashboard me Settings>>Basic par jaiye. Aur Set Up Third-Party for Your Blog par Click kare.
#Step 5. Ab Domain Settings Open ho jayegi, Jisme apko DNS Zone File me jana hai. fir apko upar Add Record ka Option dikh rha hoga us par Click kare.
#Step 1. Sabse pahle apne Blogger Dashboard me Settings>>Basic par jaiye. Aur Set Up Third-Party for Your Blog par Click kare.
#Step 2. Ab jo apko suru wale Box me apna Domain Name Address dalna hai www. ke sath. Example – www.FreeHindiHelp.com Uske bad apko niche do CNAME Code najar ayenge jise apko apne Domain DNS settings me dalna hai.
#Step 3. CNAME Code add karne ke liye ise aisa hi khula rahne de aur New tab me Godaddy open kar ke Login kariye. Login karne ke bad apko Domains>>Manage par Click karna hai.
#Step 4. Ab apke sare kahride huve Domain Name ki list khul jayegi. Aap jis Domain Name ko Add karna chahte hai us par Click kare.
#Step 5. Ab Domain Settings Open ho jayegi, Jisme apko DNS Zone File me jana hai. fir apko upar Add Record ka Option dikh rha hoga us par Click kare.
#Step 6. Ab ek PopUp Window khulegi Jisme apko Record Type me CNAME (Alias) Select karna hai. Aur apko jo do CNAME Code add karne the usme se pahle wale CNAME Code ko dalna hai. Host wale Box me www dale aur Point To wale box me ghs.google.com dale jaisa ki apka pahla CNAME Code hai. aur baki sare Option vaisa hi rahne de. Fir ADD ANOTHER par Click kare.
#Step 7. ADD ANOTHER par Click karne par apko vapas vahi page dikhai dega jisme apko Dusra CNAME Code add karna hai. Host wale Box me dusre CNAME Code ka Left wala Code yani ki jo chhota dikh rha hai vo Code add karna hai. aur Point To wale Box me Right sight wala Code yani ki jo bada Code dikh rha hai usko dalna hai. Last me FINISH par click kariye.
#Step 8. Ab apko ek Notification dikh rha hoga jisme apko Save Changes par Click karna hai.
#Step 9. Apka CNAME Code sahi – sahi add hua hai ya nahi ye dekhne ke liye niche Screenshote dekh sakte hai. yani jaisa ki apke Blogger Settings me tha vaisa hi add hona chahiye nahi to Domain Name se apka Blog Open nahi hoga.
#Step 10. Ab apne Blogger Settings me aaiye aur niche Save Option par click kar ke Save kar dijiye. Almost sare Process pure ho chuke hai. Lekin Domain DNS Setting Update hone me 24 Hours tak lag sakte hai. Ab apka Blog New Domain Name Address se khulne lagegi.
Friends lekin abhi bhi ek Process baki hai jise apko karna padega. Yani
ki ab aap dekhenge ki apka site bina www. lagaye huve Open nahi ho rhi
hai. Iska karan ye hai ki abhi apke Domain DNS Settings ke A(Host) me Google IP add nahi kiya hua hai. Isko kaise add kiya jata hai ye me apko apne aane wale Post me bataunga. Is post ko padhna bhule – Blog Address Ko Bina www. Ke Kaise Set Kare
Agar apko koi dikkat aa rhi ho Domain Name Add karne me to aap Comments
ke jariye mujhse puch sakte hai. Aur is Post ko Share jarur kare…Thank
You!
0 comments:
Post a Comment
Thanks..