Android Mobile ko Number se control Karen

Ap Apna android Mobile Ab Number se Control Kar sakte Hain For Example Ap Ke Pass 2 Mobile Hain Ek Android Aor Ek Simple Agar Ap Chahte Hain Ke Jab Bhi Ap Me Android Mobile Main Koi bhi New Sim Dale To Ap Ko Usi Time Sms Mile Ke Ap Ke Is Android Phone Men Ye Sim chal Rahi Hai Ye Bilkul Asan tarika Hai Is se Ap mobile Choori Hone Se Bacha Sakte Hain Agar Ap Ka Mobile Koi Otha Le Aor Aor Sim Change Karle To Faoran Ap Ke Mobile Number par Sms Aiga Ke Ap Ka android Mobile Is Location pa Aor Sim Ka Number Ajaiga jis Se ap Us Ko Asani Se Trace Karsakte Hain Ye Sara Kam Ek Apps Se Hoga Easy finder
Bas Ap Ne Easy Finder Apne
Easy finder Ek Bahut hi Usefull Ap Hain play Store Pa miliom logoun Ne Easy Finder download kia hai
Easy finder Bilkul High loaded Nhi easy finder Apps Ko Ap Kam Ram Wale Android Phone Men chala Sakte Hain...


Easy finder App Se Android Ka Kia Kia control Kia Jaskta Hai..

1:-Easy finder App Ki Madad Se Jab Bhi koi Ap Ke Android Ki Sim Change Karega Jo New Sim Lagaiga To New Sim Ka number Ap Ke number pa Send Kardiya Jaiga
2:- Ap ke Mobile Ki Location Bataiga
3:- Agar Ap Ka Mobile Na Mil Raha ho To Ap Us pe Alarm Bhi Baja Sakte Hain Chahe Woh silent par Hi Kion Na Ho phir Bhi High Speed Ke Sath Alarm Bajega
4:- Agar Ap Ka Koi mobile Otha le Ao Ek sms Kar Ke Apne Android Mobile Par Apni Marzi Ka Password Laga Sakte Ha
5:- Agar Ap Ka koi Peraonal Data Hai Lakin Mobile Kisi Aor Ke pass Hain Aor Ap Data delete Karna Chahte Hain To Ap Ek message Kar Ke sara Data Delet Kar sakte Hain
Aor Bhi Kafi Featurea Hain..


Easy Finder App Kaise use Karte Hain


2:- Install hone Ke Bad Easy Finder App open Karen

3:- Ab Is Blue mobile Ke Icon Par Tap Karen


4:- Sim Card Change Alert Par Tap Karen..


5:- Repoting Number Par Apna Number Den (woh Number Den Jis Number Se Ap Ne Android Mobile Ko Control Karna Hai)

6:- Sim Card Changing Alert Ko Ab On Kar Den..
Main pehle Bhi Bata chuka Houn Ke Jo Bhi Ap ke Mobile Men Sim Change KaregA jo Ap Ne easy finder Main Reporting Number Dia Tha us par Ap ko Report Milegi.
Command Kaise Use Karen..
Ye Command Ap Ne Reporting Number se Android Men Jo Number Chala howa Hai Us number par Send Karna Hai
1:- 
*Alarm* Is Command Se Ap Ke Android Mobile Ka Alarm high speed Ke Sath shuru Hojaiga Chahe Woh Silent Hi Kion Na Ho
2:- 
*Track* Is se Ap Apne Android Ko Track Kar Sakte Hain
3:- 
*lock*1234 Is Se Ap Ka Android Mobile Lock Hojaiga Jab Tak Android Par 1234 Nhi milainge 1234 Ke Bajay Ap Koi Bhi lock Laga sakte Hain
4:- 
*Delete* Is se apKe Android Ka Sara data delete Hojaiga 
Aor Bhi Kafi feature hain agar koi problem ho to ap comment kar k poch sakte hain.

0 comments:

Post a Comment

Thanks..

Powered by Blogger.